Indian Film History

Yeh Hai Sharabkhana Lyrics

From Gumrah (1993)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:30
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Sare sharabiyo ka ye Hai ek thikana, sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Pine me hai kharabi Par kya kare sharabi Gurbhat se tang koi Daulat se tang koi Ye jahar hai to kya hai Har dard ki dawa hai Hokar khushi se bochal Kholi kisi ne bottle Juve me koi hara, ghum ne kisi ko mara Ye vo gali hai jisme Ye vo gali hai jisme Sabka hai aana jana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Aate hai be irada, aasiq jayada Ye jham chalka chalka Karta hai rang halka Dilbar ki bewfai, mahbub ki judai Vo bhulte nahi pal Karte hai yaad piker Ye aag aur pani, unki hai jindgani Unka hai is jagah se Unka hai is jagah se, rista bhut purana Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Halat sharbiyo ki Ab mai bayan karungi Masti ka hai vo aalam Bahke huye hai balam Kuch kabar nahi hai Topi hai sar nahi hai Siggrate bhuji hui hai Ungali jali hui hi Sab is trah khade hai Jaise ki ghir padhe Tobba ye dhagmagane Tobba ye dhagmagane Tobba ye ladknana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana.

More songs from Gumrah