Ram Kasam Mera Bada Lyrics | Gumrah

                        
                        Jab tak jeeta rahoon, yuhi peeta rahoon
Sathi aur peela
Are bottle muh se laga
Labh pe pyash jagi, dil mein agsh lagi
Labh pe pyash jagi, dil mein agsh lagi
Ek ghunt mein hi khaali jaam ho gaya
Jab se main zara sa, badnam ho gaya
Jab se main zara sa, badnam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Jab se main zara sa, badnam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Mera bada ho naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Main mahalo mein raha
Mai ngaliyo mein raha
Main mahalo mein raha
Main galiyo mein raha
Dekhe jele sabhi
Jite khel sabhi
Par dil haar diya maine
Pyar kiya hoy hoy hoye
Hona tha ye mera, hona tha ye mera
Anjam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Mera ho bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Ho dher na dher na
Wo ek shokh gajal, wo madmast kawal
Wo ek shokh gajal, wo madmast kawal
Wo savan ki gata, wo parvat ki hava
Usko dekh liya, vada ek kiya
Aaj se main tera
Aaj se main tera, gulam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Aawaro ki tarah

Banjaro ki tarah aawaro ki tarah
Aaye neend jahan soja yar waha
Kal ki kisko kabar kal
Kuch bhi ho magar hoy hoy hoy
Aaj rat ka toh
Aaj rat ka toh intjam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Jab se main zara sa, badnam ho gaya
Jab se main zara sa, badnam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Ram kasam mera, bada naam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya.