Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai Lyrics | Hariyali Aur Rasta

                        
                        Bol meri takadir mein kya hai
Mere humasafar ab to bata
Jiwan ke do pahalu hai
Hariyali aur rasta
Kaha hain mere pyar ki manjil
Tu batala tuz ko hain pata
Jiwan ke do pahalu hai
Hariyali aur rasta
Bol meri takadir mein kya hai
Mere humasafar ab to bata
Jiwan ke do pahalu hai
Hariyali aur rasta

Jaha hum a ke pahuche
Hai waha se laut kar jana
Nahi mumakin magar mushkil
Hain duniyan se bhi takarana
Jaha hum a ke pahuche hai
Waha se laut kar jana
Nahi mumakin magar mushkil
Hain duniyan se bhi takarana
Tere liye hum kuchh bhi
Sahenge tera dard ab dard mera
Jiwan ke do pahalu hai
Hariyali aur rasta
Bol meri takadir mein kya hai
Mere humasafar ab to bata
Jiwan ke do pahalu
Hai hariyali aur rasta

Tumhare khwab se dil kash
Najara aur kya hoga ki
Tum mere sahare ho
Sahara aur kya hoga
Tumhare khwab se dil kash
Najara aur kya hoga ki
Tum mere sahare ho
Sahara aur kya hoga
Khus hu tu jis hal me rakhe
Teri thi teri hu sada
Jiwan ke do pahalu
Hai hariyali aur rasta
Kaha hain mere pyar ki manjil
Tu batala tuz ko hain pata
Jiwan ke do pahalu
Hai hariyali aur rasta

Mere rato ke pahale
Khwab ka tara nahi tuta
Ye kya kam hai kabhi mujse
Mera bachpan nahi rutha
Mere rato ke pahale
Khwab ka tara nahi tuta
Ye kya kam hai kabhi mujse
Mera bachpan nahi rutha
Ag aur pani ek hai mujko
Dilme hai jab tak pyar tera
Jiwan ke do pahalu
Hai hariyali aur rasta.