Indian Film History

Parwano Ki Raah Me Lyrics

From Hariyali Aur Rasta (1962)

Lyricist
Shailendra
Duration
4:39
Parwano ki rah me diwano ki chaha me Jalu or jalau mohabbat nibhau Jalu or jalau mohabbat nibhau Mera bas yahi kam hai Parwano ki rah me diwano ki chaha me Jalu or jalau mohabbat nibhau Jalu or jalau mohabbat nibhau Mera bas yahi kam hai Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana Pas se gujro to daman bacha ke jana Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana Pas se gujro to daman bacha ke jana Mai mithi sapan hu machalti agan hu Nahi hai ye din sham hai Parwano ki rah me diwano ki chaha me Jalu or jalau mohabbat nibhau Mera bas yahi kam hai Sham se hi meri dunia badlati jaye Armano ki ye basti machalti jaye Sham se hi meri dunia badlati jaye Armano ki ye basti machalti jaye Achanak uthu mai firakne lagu mai Ye har din ka anjam hai Parwano ki rah me diwano ki chaha me Jalu or jalau mohabbat nibhau Mera bas yahi kam hai Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha Mahfil ka har rang maine badlata dekha Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha Mahfil ka har rang maine badlata dekha Sahar muskurayi to awaz ayi Ke bas yahi akhiri jam hai Parwano ki rah me diwano ki chaha me Jalu or jalau mohabbat nibhau Mera bas yahi kam hai.

More songs from Hariyali Aur Rasta

Parwano Ki Raah Me Lyrics - Hariyali Aur Rasta (1962) | Indian Film History