Indian Film History

Gori Tu Ne Mera Dil Lyrics

From Hum Diwane (1965)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:19
Gori tu ne mera dil churaaya hai Tu ne mera dil churaaya hai Yaad hai tujhko kal tu Mere saath thi Tere lab pe waqt e rukhsat Ye baat thi Bhool gayi naa Aaj phir us jageh pe Mulaqaat thi mulaqaat thi Mulaqaat thi tu ne kyon Apna waada bhulaaya hai Ha haaaaaaa bhoolti ho na gori Tu ne mera dil churaaya hai Ha ha ha ha haaaa Bhool baitha hoon main Waqt ke khel mein Samjhe bhaaio. . . Aapse main mila tha Kabhi rail mein Ya hui thi mulaqaat Ek jail mein Ek jail mein Ek jail mein Kahin ye kya Aapko yaad aaya hai Nahin aayega gori Tu ne mera dil churaaya hai Ha ha ha ha haaaa Arrey re re he he Waah waah Ek to ye samaa bhi gulaabi nahin Doosre hai kasam main sharaabi nahin Ha haaaaaaa Aur raaste mein bhi koi Kharaabi nahin Kharaabi nahin Kharaabi nahin Ho na ho Tumne mujhko giraaya hai Aaaiiyn gori Tu ne mera dil churaaya hai Ha ha ha ha ha Aa haa haa aen aen.

More songs from Hum Diwane