Indian Film History

Humse Ye Dil Kahta Hai Lyrics

From Hum Diwane (1965)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:28
Hamse ye dil kehta hai Dilbar ke paas na jana Hamse ye dil kehta hai Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai Dilbar ke paas na jana Hamse ye dil kehta hai Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Najdik tumhare aa ke Hamne bhi yahi hai jana Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai Hamko hai yaad sanam tum Aksar aahe barke Yaad sanam aksar aahe barte the Ab pehchana hamne Tum aisa kyu karte the Ek roz thadap ke tum Hamko bhi tha thadpana Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai Wo duniya kyu na chode Tum jisko paas bhulao Wo duniya kyu na chode Tum jisko paas bhulao Wo rasta kyu na bhule Tum jisko raah batao Jo jham ko hath lagaye Wo kyun na ho mastana Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai Na dakhe hamko tumpe Ham parvana kehte the Na dakhe hamko tumpe Ham parvana kehte the Ham aapke naam se hi Apna afsana kehte the Hamko bhi sama Banke is aag me tha jal jana Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai Hamse ye dil kehta hai Dilbar ke paas na jana Hamse ye dil kehta hai Diwane kar dete hai Auro ko bhi diwana Hamse ye dil kehta hai.

More songs from Hum Diwane

Humse Ye Dil Kahta Hai Lyrics - Hum Diwane (1965) | Indian Film History