Indian Film History

Joshe Jawaani Tauba Re Tauba Lyrics

From Hum Dono (1985)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:49
Joshe jawaani tauba re tauba Dil ki kahani tauba re tauba Hum kahein tum suno Hum sune tum kaho Hum kahein tum suno Hum sune tum kaho Joshe jawaani tauba re tauba Haay dil ki kahani tauba re tauba Neend churaale hosh udaa de Kaanton mein daaman ulajha de Isaka nahi bharosa koyi Sheesha patthar se takara de Are neend churaale hosh udaa de Kaanton mein daaman ulajha de Isaka nahi bharosa koyi sheesha Patthar se takara de Yeh zindagaani tauba re tauba Hey joshe jawaani tauba re tauba Are dil ki kahani tauba re tauba Bikhare yuun julfon ke saaye Saawan ke baadal lehraaye Aankh uthaate darr lagata hai Jaane dil kispar aa jaaye Bikhare yuun julfon ke saaye Saawan ke baadal lehraaye Aankh uthaate darr lagata hai Jaane dil kispar aa jaaye Are aadat puraani tauba re tauba Joshe jawaani tauba re tauba Dil ki kahani tauba re tauba Kaun shama kaise parwaane Sab apne jaane pehchaane Hum jaise do chaar yaha Hai baaki saare hai deewaane Kaun shama kaise parwaane Sab apne jaane pehchaane Hum jaise do chaar yaha Hai baaki saare hai deewaane Are duniya deewaani tauba re tauba Joshe jawaani tauba re Tauba dil ki kahani tauba re tauba Hum kahein tum suno Hum sune tum kaho Hum kahein tum suno Hum sune tum kaho Joshe jawaani tauba re Tauba are dil ki Kahani tauba re tauba.

More songs from Hum Dono

Joshe Jawaani Tauba Re Tauba Lyrics - Hum Dono (1985) | Indian Film History