Tu Lajawab Bemisaal Lyrics | Hum Dono

                        
                        Ui tauba
Tu lajawab bemisaal
Dilbar yaar dilbaar jaani

Kya main kya pyaar pyaar
Mera hain teri meherbaani
Tu hain toh zindagi hain khaak
Hain warna yeh zindagani
Tu lajawab bemisaal
Dilbar yaar dilbaar jaani
Kya main kya pyaar pyaar
Mera hain teri meherbaani
Tu hain toh zindagi hai khaak
Hain warna yeh zindagani

Chhodo ishaare kyun
Kyun bolo zubaan se kya
Tumane yeh baatein
Haan haan sikhi kaha se
Chhodo ishaare bolo
Zubaan se tumane yeh
Baatein sikhi kaha se
Yeh toh tere pyaar ka kamaal
Hain sanam duniya badal gayi hain
Badala jaha yaani
Yeh meri mastiya hain saari
Teri pyaar ki nishaani
Ho tu lajawab bemisaal
Dilbar yaar dilbaar jaani
Kya main kya pyaar mera
Hain teri meherbaani
Tu hai toh zindagi hain khaak
Hain warna yeh zindagani

Lehraake aaya kya

Mausam suhana achchha
Dil ki lagi ka haan
Haan aaya zamaana
Lehraake aaya mausam suhana
Dil ki lagi ka aaya zamaana
Leke aaya pyaar
Yeh bahaar ka sama
Dil mein na pyaaar ho toh
Chaahe yeh rut suhaani
Dil mein na ho mohabbat
Toh bhala kis kaam ki jawaani
Tu lajawab bemisaal dilbar
Yaar dilbaar jaani
Kya main kya pyaar pyaar
Mera hain teri meherbaani
Tu hai toh zindagi hain
Khaak hain warna yeh zindagani

Kuchh mil gaya hain haan
Kuchh kho gaya hain kya
Yeh mujhako jaane yeh
Hey kya ho gaya hain
Kuchh mil gaya hain
Kuchh kho gaya hain
Yeh mujhako jaane
Kya ho gaya hain
Tune mujhe meri
Jaan hairaan kar diya
Sirat nayi nayi hain
Surat magar puraani
Mere dil mein mere honto pe

Tere pyaar ki nishaani
Hoo tu lajawab bemisaal
Dilbar yaar dilbaar jaani
Kya main kya pyaar pyaar
Mera hain teri meherbaani
Tu hain toh zindagi hain nkhaak hain
Warna yeh zindagani
Tu lajawab bemisaal dilbar
Yaar dilbaar jaani
La la lala la la lala.