Indian Film History

Dekh Tamasha Lakdi Ka Lyrics

From Insaaf Ki Manzil (1988)

Duration
4:31
Suno aye bhaiya Tumhein sunaye Ek anokhi baat Are janam se le kar marne tak Lakdi ka na chhute saath Dekh tamasha lakdi ka bhai Dekh tamasha lakdi ka Dekh tamasha lakdi ka bhai Dekh tamasha lakdi ka Saor mein lakdi jhalti hain Aur lakdi ka banta hain palana Saor mein lakdi jhalti hain Aur lakdi ka banta hain palana Lakdi ka hi lekar sahara Bacha to sikhe chalna Takhti banti hain lakdi Takhti banti hain lakdi ki Bane khilauna lakdi ka Dekh tamasha tamasha Dekh tamasha lakdi ka Dekh tamasha lakdi ka bhai Dekh tamasha lakdi ka Shaadi mein mandap lakdi ka Lakdi ki hain sehnaai Shaadi mein mandap lakdi ka Lakdi ki hain sehnaai Baith ke lakdi ki doli mein Dulhan piya ke ghar aayi Sindoor taani lakdi ki Sindoor taani lakdi ki Aur palang banaya lakdi ka Dekh tamasha tamasha Dekh tamasha lakdi ka Dekh tamasha lakdi ka bhai Dekh tamasha lakdi ka Lakdi ka hal chale khet mein Nadi mein lakdi ki naiyya Lakdi ka hal chale khet mein Nadi mein lakdi ki naiyya Khinche bel belgaadi ko Laga hain lakdi ka piyya Chaotha pan jab aaye to Budha hath mein lakdi leke chale Chaotha pan jab aaye to Budha hath mein lakdi leke chale Marne par arthi lakdi ki Lakdi ki cheeta jhale Aise hi jeevan bhar bhiya Rahe sahara bhaiya lakdi ka Dekh tamasha tamasha Dekh tamasha lakdi ka Dekh tamasha lakdi ka bhai Dekh tamasha lakdi ka.

More songs from Insaaf Ki Manzil

Dekh Tamasha Lakdi Ka Lyrics - Insaaf Ki Manzil (1988) | Indian Film History