Indian Film History

O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Lyrics

From Insaaf Ki Manzil (1988)

Duration
4:49
Sajna aa…sajna aa O re piya O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa Phoolo ka dekho kaisa Chehara khila hain Mushkil se ye milane ka Ye muka mila hain Phoolo ka dekho kaisa Chehara khila hain Mushkil se ye milane ka Ye muka mila hain aa aa.. Tu na aaye tu na aaye Jeeya tujhe bulaye Ye rut beeti jaaye tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa Saanso ki sehnaai tujhko bulaye Bole singaar mera ab to maan jaare Saanso ki sehnaai tujhko bulaye Bole singaar mera Ab to maan jaare aa aa Tu na maana tu na maana Kyaa kahega zamana Zamana dega taana tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa Mera chain chhina Tune pehali nazar mein Ab to hain manzil Meri teri dagar mein Mera chain chhina Tune pehali nazar mein Ab to hain manzil meri Teri dagar mein aa aa Pyaar dede pyaar dede Bahon mein mujhe lele Balam albele tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa O re piya tumhi ko dil diya Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa.

More songs from Insaaf Ki Manzil

O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Lyrics - Insaaf Ki Manzil (1988) | Indian Film History