Indian Film History

He Chitragupta Bhagwan Lyrics

From Insaaf Ki Manzil (1988)

Duration
6:23
Om bhagvatey Shree chitraguptay namah Om bhagvatey Shree chitraguptay namah Om bhagvatey Shree chitraguptay namah He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan Daya saday humpe rakhana prabhu Tum ho daya nidhaar Tum ho daya nidhaar He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan Bhrama ne ki kathin tapashya Tab tumne avtaar liya Bhrama ne ki kathin tapashya Tab tumne avtaar liya Bhrahm lok mein reh kar tumne Mantri pad ka bhaar liya Achhi tarah tumne nibhaya Vidhi ka har ek vidhaan He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan Karme kalam davat patrika Mani mukut sir pe sohe Karme kalam davat patrika Mani mukut sir pe sohe Shaam varn pitambar dhari Roop tera sabko mohein Shaam varn pitambar dhari Roop tera sabko mohein Isi roop ka nish din bhagwan Hum karte hain dhyaan He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan Paap purnya ka lekha jokha Rakhte tum ho kuchh aisa Paap purnya ka lekha jokha Rakhte tum ho kuchh aisa Jaisa karam kare prani Woh fal paata bas waisa Jaisa karam kare prani Woh fal paata bas waisa Sahi raah par sada chale hum Aisa do wardaan Aisa do wardaan He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan Daya saday humpe rakhana prabhu Tum ho daya nidhaar Tum ho daya nidhaar He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan Iss ghar aangan mein khushiyo ka Mur jaaye na phool kabhi Iss ghar aangan mein khushiyo ka Mur jaaye na phool kabhi Kshama hamein kardena bhagwan Humse agar ho bhool kabhi Hum sabke tum bhagya vidhata Hum teri santaan hum teri santaan He chitragupta bhagwan Tumhari mahima bahot mahan He chitragupta bhagwan.

More songs from Insaaf Ki Manzil

He Chitragupta Bhagwan Lyrics - Insaaf Ki Manzil (1988) | Indian Film History