Indian Film History

Kaha Nazar Takrayi Dil Ye Kis Par Lyrics

From Jadui Angoothi (1965)

Lyricist
Zafar Rahi
Duration
3:04
kaha najar takrai dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya kaha najar takrai dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya mai musafir besahara jag me hu aawara wo poonam ka chand jagmag mai hu tuta tara kaun ye dil me samaya kaha najar takrai dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya ye hawaye kah rahi hai uska hi afsana jis hasi ka najami ka dil hua diwana kaun ye dil me samaya kaha najar takrai dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya kya kahu mai kya karu mai wo hai chanchal chaya bhula sab kuch khoya sab kuch jabse dil me samaya kaha najar takrai dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya kaha najar takrai

More songs from Jadui Angoothi