Indian Film History

Jhoom Ke Piya Lyrics

From Jai Bhawani (1961)

Duration
3:30
Jhoom ke piya ki gali Jhoom ke khushi mein chali Aa rahi aa rahi hu Aaj main hawa mein udi Ja rahi ja rahi ja rahi hu Jhoom ke piya ki gali Jhoom ke khushi mein chali Aa rahi aa rahi hu Aaj main hawa mein udi Ja rahi ja rahi ja rahi hu Ud ud jaaye dupatwa mora Mud mud jaaye nazariya Ud ud jaye dupatwa mora Mud mud jaaye nazariya Badhti jaaye tamanna meri Chadti jaaye umariya ho raam Chadti jaaye umariya Pyar ho gaya hai aisa Rang main phulo ke jaisa La rahi la rahi hu Aaj main hawa mein udi Ja rahi ja rahi ja rahi hu Jhoom ke piya ki gali Jhoom ke khushi mein chali Aa rahi aa rahi hu Aaj main hawa mein udi Ja rahi ja rahi ja rahi hu Gun gun gaye rangila bhawra Sun sun main to lazayi Gun gun gaye rangila bhawra Sun sun main to lazayi Kadam kadam par payal baje Kano mein sahnayi ho raam Kano mein sahnayi Bag mein chameli phuli Geet mein masti mein bhuli Ga rahi ga rahi hu Aaj main hawa mein udi Ja rahi ja rahi ja rahi hu.

More songs from Jai Bhawani

Jhoom Ke Piya Lyrics - Jai Bhawani (1961) | Indian Film History