Indian Film History

O Mohana Na Ja Lyrics

From Jai Bhawani (1961)

Duration
3:32
O mohana na ja Radha ko chhod ke O mohana na ja Radha ko chhod ke Ke radha kaise jiye Jiye to kiske liye O mohana na ja Radha ko chhod ke Preet hai meri saiya Jamuna ki dhara Tumhi kinara raja Tuhi sahara Ruk ja re laut aa re Bansi bajaiya Preet na hogi humse Jag mein dobara Ke radha kaise jiye Jiye to kiske liye O mohana na ja Radha ko chhod ke Main bani bholepan Mein teri deewani Tune bedardi saiya Ek na mani Dil diya chupke tujhko Kahe bhi na payi Hotho pe aake rahe Gayi dil ki kahani Ke radha kaise jiye Jiye to kiske liye O mohana na ja Radha ko chhod ke Jaan to lena chahe Tujhko nazar hai Dil to natwar mera Tera hi ghar hai Jau to jau kaha Thahru kaha main Aandhi hai pichhe pichhe Aage bhawar hai Ke radha kaise jiye Jiye to kiske liye O mohana na ja Radha ko chhod ke.

More songs from Jai Bhawani

O Mohana Na Ja Lyrics - Jai Bhawani (1961) | Indian Film History