Indian Film History

Mausam Machalta Hua Lyrics

From Jai Bhawani (1961)

Duration
3:14
Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Leke jiya mera piya Chupke se chalta hua Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Dil ne dil se pyar kiya Dil ne dil se pyar kiya Ulfat ka ikrar kiya Dil bawla milne chala Girta sambhalta hua Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Aaja raja chhayi bahar Aaja raja chhayi bahar Dil mein tu hai sunle pukar Mausam nahi chalde kahi Hum tumko chalta hue Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Mukhda tera shyam salona Mukhda tera shyam salona Mera dil hai tera khilona Aaj sakhi meri gali Galiya badalta hua Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua Leke jiya mera piya Chupke se chalta hua Mausam machalta hua Dil hai uchhalta hua.

More songs from Jai Bhawani

Mausam Machalta Hua Lyrics - Jai Bhawani (1961) | Indian Film History