Jeevan Ek Samundar Hai Lyrics | Jeena Teri Gali Mein

                        
                        Jivan ek samundar hain
Jiska dur kinara hain
Hamsafar kaa sath ho toh
Yeh safar bhee pyara hain
Jivan ek samundar hain
Jiska dur kinara hain
Hamsafar kaa sath ho toh
Yeh safar bhee pyara hain

Kab rok sake badal
Suraj ke ujalon ko
Kab bandh sake bandhan
Do milne walon ko
Kab rok sake badal
Suraj ke ujalon ko
Kab bandh sake bandhan
Do milne walon ko
Jo parbat se takaraye prem
Woh pagal dhara hain
Hamsafar kaa sath ho toh
Yeh safar bhee pyara hain

Saahil kee hasrat mein
Kab kashti behatee hain

Kashtee ke musafir ko
Yeh khwahish rehatee hain
Saahil kee hasrat mein
Kab kashti behatee hain
Kashtee ke musafir ko
Yeh khwahish rehatee hain
Hamne isee tamanna mein
Har ek janam gujara hain
O hamsafar kaa sath ho
Toh yeh safar bhee pyara hain
Jivan ek samundar hain
Jiska dur kinara hain
Hamsafar kaa sath ho
Toh yeh safar bhee pyara hain.