Indian Film History

Allah Allah, Kya Adaye Janab Laye Hai Lyrics

From Kahin Aar Kahin Paar (1971)

Music
Ganesh
Lyricist
S H bihari
Duration
4:57
Allah allah allah Kya adayen janab laye hai Lutane aaj humko aaye hai Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah Kya adayen janab laye hai Lutane aaj humko aaye hai Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah In adao pe hum jaan De de mager Dar to yeh hai ki pyar Ke hum safer In adao pe hum jaan De de mager Dar to yeh hai ki pyar Ke hum safer Hum to lut jayenge Mohbbat mein Dil to haroge aisi halat mein Jaaye kaha haye Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah Ada se jab koi mange to Dil dena hi padta hai Mujhe bhi luta hai Haseeno ne Ada se jab koi mange to Dil dena hi padta hai Mujhe bhi luta hai Haseeno ne Pyar ki mithi mithi baato se Nashe mein dubi Dubi aankho se Jaaye dil wale haye Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah Yeh adayen janab ki tauba Yeh nigahe janab ki tauba Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah Jaan dene ke dil Mein irade bhi hai Zindagi bhar nibhane Ke wade bhi hai Aaj mera unse hath Mein hath hai Yeh irade na badle To kya baat hai Ab jo ager daman chhudao to Tum jo ghairo se dil lago to Jaaye kaha haye Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah Kya adayen janab laye hai Lutane aaj humko aaye hai Yeh adayen janab ki tauba Yeh nigahe janab ki tauba Jaaye dil wale kaha bach ke Allah allah allah allah Allah allah allah allah.

More songs from Kahin Aar Kahin Paar

Allah Allah, Kya Adaye Janab Laye Hai Lyrics - Kahin Aar Kahin Paar (1971) | Indian Film History