Indian Film History

Jaam Hotho Se Laga Lu To Lyrics

From Kahin Aar Kahin Paar (1971)

Music
Ganesh
Duration
3:32
jaam hontho se laga lun to bura kya hai jaam hontho se laga lun to bura kya hai aag seene ki bujha lun to bura kya hai jaam hontho se laga lun to bura kya hai vo jo apne na rahe unse shikaayat kya ho o vo jo apne na rahe unse shikaayat kya apna gam un se kahun iski jaruart kya dard ko dil me daba lun to bura kya hai aag seene ki bujha lun to bura kya hai jaam hontho se laga lun to bura kya hai dur ab kyu na rahu unke khyaalo se dur ab kyu na rahu unke khyaalo se kam se kam bach to sakun dil ke sawaalo se bekhudi aur badha lun to bura kya hai aag seene ki bujha lun to bura kya hai jaam hontho se laga lun to bura kya hai

More songs from Kahin Aar Kahin Paar

Jaam Hotho Se Laga Lu To Lyrics - Kahin Aar Kahin Paar (1971) | Indian Film History