Indian Film History

Jawani Ka Yeh Alam Hai, Khuda Ahafij Tumhara Lyrics

From Kahin Aar Kahin Paar (1971)

Music
Ganesh
Lyricist
S H bihari
Duration
3:34
Jawani ka Jawani ka yeh alam hai Khuda hafiz tumhara Tadap jata hai is dar se Kabhi dil bhi tha humara Ke dusman koi bhi Humara bane na Humare siwa koi Tumhare bane na Ke dusman koi bhi Humara bane na Humare siwa koi Tumhare bane na Jawani ka yeh alam hai Khuda hafiz tumhara Sare nazare kehte Hai tumse Dedo hume bhi Shokhi nazar ki Jhukne lagi hai ha Kadamo mein bazi Aisi lachak hai patli kamar ki Chikani chikani bahe Barfili yeh raahe Hum ko karti hai deewana Jawani ka Jawani ka yeh alam hai Khuda hafiz tumhara Hey hey hey la la lala Dil ki nirali duniya mein aao Aisi suhani basti milegi Hatho mein koi ha Saagar na hoga Aankho mein lekin Masti milegi Matwali ho yeh raate Raato mein yeh baate Kaisi hoti hai na puchho Jawani ka Jawani ka yeh alam hai Khuda hafiz tumhara Tadap jata hai is dar se Kabhi dil bhi tha humara Ke dusman koi bhi Humara bane na Humare siwa koi Tumhare bane na Humare siwa koi Tumhare bane na Humare siwa koi Tumhare bane na.

More songs from Kahin Aar Kahin Paar

Jawani Ka Yeh Alam Hai, Khuda Ahafij Tumhara Lyrics - Kahin Aar Kahin Paar (1971) | Indian Film History