Indian Film History

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics

From Laila Majnu (1953)

Duration
3:15
Ya ilaahi ho mubaarak Tujhko yeh tera jahaan Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan Ya ilaahi ho mubaarak Main woh bulbul hoon Ki jiska aashiyana lut gaya Aarzooyen mit gayin, Dil ka khazaana lut gaya Fasal e gul aane se pehle, Aa gayi fasal e khizaan Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan Ya ilaahi ho mubaarak Haay kis manzil pe laayi Meri barbaadi mujhe Chaand sooraj keh rahe hain Aaj fariyaadi mujhe Bebasi per meri maatam Kar raha hai aasmaan Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan Ya ilaahi ho mubaarak Tujhko yeh tera jahaan Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan Ya ilaahi ho mubaarak.

More songs from Laila Majnu

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics - Laila Majnu (1953) | Indian Film History