Indian Film History

Yaad Teri Zindagi Lyrics

From Laila Majnu (1953)

Duration
3:44
Main teri shama hoon Ae kaisa tu parwaana hai Tujhko deewaana jo kehta hai Wo deewaanaa hai Yaad teri zindagi ka Yaad teri zindagi ka Saaz ban kar reh gayi Saaz ban kar reh gayi Yaad teri zindagi ka Dil ki har dhadkan teri Dil ki har dhadkan teri Aawaaz ban kar reh gayi Saaz ban kar reh gayi Yaad teri zindagi ka Tu udhar naashaad hai aur Main tadapti hoon idhar Tu udhar naashaad hai aur Main tadapti hoon idhar Ho sake ab tak na duniya Kya haki kat ki khabar Naam paakar bhi muhabbat Raaz ban kar reh gayi Saaz ban kar reh gayi Yaad teri zindagi ka Kyun bhalaa dhadke mera dil Ishq ke anjaam se Kyun bhalaa dhadke mera dil Ishq ke anjaam se Yaad karta hai zamaana Mujhko tere naam se Har adaa meri tera Andaaz ban kar reh gayi Saaz ban kar reh gayi Yaad teri zindagi ka Saaz bankar reh gayi Saaz bankar reh gayi Yaad teri zindagi ka.

More songs from Laila Majnu

Yaad Teri Zindagi Lyrics - Laila Majnu (1953) | Indian Film History