Indian Film History

Bhanwar Mein Lyrics

From Maa Ka Aanchal (1970)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
3:40
Bhanwar mein meri naiyya Koi na khiwayya Bhanwar mein meri naiyya Koi na khiwayya Main sara jag chhod ke Main sara jag chhod ke kanha Aayi tere dwar Bhanwar mein meri naiyya Koi na khiwayya Bhanwar mein meri naiyya It ut bhatke dhukhiyari Thukrayre duniya sari Tune to jaha ko tara Kyu na aayi meri bari Khadi hu hairan ho mere bhagwan Main jo hari teri bhi har Main sara jag chhod ke kanha Aayi tere dwar Bhanwar mein meri naiyya Koi na khiwayya Bhanwar mein meri naiyya Daman thama hai tera Pooja teri jeevan mera Daman thama hai tera Duniya hai meri suni Tera hoga kab tak fera Rahu na anjan o mere bhagwan Sunlo sunlo meri pukar Main sara jag chhod ke kanha Aayi tere dwar Bhanwar mein meri naiyya Koi na khiwayya Bhanwar mein meri naiyya.

More songs from Maa Ka Aanchal

Bhanwar Mein Lyrics - Maa Ka Aanchal (1970) | Indian Film History