Indian Film History

Jaane Kya Haal Ho Lyrics

From Maa Ka Aanchal (1970)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
5:02
Jaane kya haal ho kal Sheeshe ka paimane ka Jaane kya haal ho kal Sheeshe ka paimane ka Aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka Jane kya hal ho Hath tharrane lage, Jam gira tut gaya Hath tharrane lage, Jam gira tut gaya Ye koi waqt na tha Aap ke yad aane ka Ye koi waqt na tha Aap ke yad aane ka Jane kya hal ho Bewafai ka gila sun Ke hansi aati hai Bewafai ka gila sun Ke hansi aati hai Dhundhiye aur bahana Koi tadapane ka Dhundhiye aur bahana Koi tadapane ka Jaane kya haal ho kal Sheeshe ka paimane ka Aaj dar chhod chala hai Koi maikhane ka.

More songs from Maa Ka Aanchal

Jaane Kya Haal Ho Lyrics - Maa Ka Aanchal (1970) | Indian Film History