Indian Film History

Ek Tara Jogi Aaya Lyrics

From Meraa Dost Meraa Dushman (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:20
Jai ho baba bhole nath Bam bhole nath He O bhole kya bole O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya Are apni jeb paraya mal Jeevan kya jhuthi maya ka jal Jhutha ye jag sara O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya Teri kismat nyari hai Are teri kismat nyari hai Tu sajan ki pyari hai Chup kar dono milte ho Dushman duniya sari hai Tera pritam hai pardesh Aayega wo badal kar bhesh Le sandesh hamara O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya Rashta dekha kitne sal Kab aayega mera lal Maine baki sab dekha Duniya dekhi rab dekha Maine baki sab dekha Duniya dekhi rab dekha Maa kya hai mamta kya hai Ye to maine ab dekha O maa tumko jab dekha Mit jayegi teri pyas Aa jayega tera pas Tera rajdulara O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya Mera bhi tu dekhle hath Kuch balta aage ki bat Ghode haathi aayenge Ghode haathi aayenge Sab barati aayenge Doli bharke is ghar ki Daulat wo le jayenge Aane wale hai mehman Hoga tum sabka kalyan Ye wardan hamara O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya Are apni jeb paraya mal Jeevan kya jhoothi maya ka jal Jhootha ye jag sara O bhole kya bole Ik tara jogi aaya Unche parwat ka Banjara jogi aaya.

More songs from Meraa Dost Meraa Dushman

Ek Tara Jogi Aaya Lyrics - Meraa Dost Meraa Dushman (1984) | Indian Film History