Indian Film History

Kya Isi Ka Naam Jawani Hai Lyrics

From Meraa Dost Meraa Dushman (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:45
Chote chote din aur lambi lambi raate Are lambi lambi rato se bhi Gaz bhar lambi baate Ek ek baat mein ek kahani hai Haye kahani haye haye haye Kahani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Dard sa ango mein uthta hai Sara badan aise dukhta hai Dard sa ango mein uthta hai Sara badan aise dukhta hai Jaise koi chot purani hai Haye purani haye haye re Purani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Ched ched chalti hai purwai Ched ched chalti hai purwai Main jab leti hu angdayi Log kahte hai rut mastani hai Haye mastani haye haye haye Mastani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Main kya aisi hu anjani Aag to aag hai pani hai pani Mai kya aisi hu anjani Aag to aag hai pani hai pani Pani aag hai aag pani hai Haye pani haye haye haye re Pani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai Kya isi ka naam jawani hai.

More songs from Meraa Dost Meraa Dushman

Kya Isi Ka Naam Jawani Hai Lyrics - Meraa Dost Meraa Dushman (1984) | Indian Film History