Kashi Mathura Haridhwar Ke Sabhi Durandar Pandit (Jai Lotaram) Lyrics | Narad Leela

Lyricist : madan bharti
Music Director : Dhirubhai Desai , Narayan Dutt
Singer : Hemlata
                        
                        kashi mathura haridhwar ke
sabhi dhurandhar pandit
arey pandit lotaraam se lad ke
ho gaye pal me khandit
bhul gaye ved ki vani
mar gayi unki nani
ho gaye pani pani
bolo re guru lotaraam ki
jai jai jai
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam

arey pandit ji mharo bhi hath dekho
arey bhag tu kya dikhlata
arey sun arey bhag tu kya dikhlata
bhag tera hai manda
byaaj ko pyaj samjh ke khata
bada hai tu ganda padega danda
futega tera anda
kuch kar le acha kahta hai
pandit sacha jina hai tujhe ek saal
daksina de do ji

kashi mathura haridhwar ke
sabhi dhurandhar pandit
arey pandit lotaraam se lad ke
ho gaye pal me khandit
bhul gaye ved kahani
mar gayi unki nani
ho gaye pani pani
bolo re bolo lotaraam ki
jai jai jai
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam

bolo pandit ji ab meri god bharegi kab
ha tera bhag hai beti kacha
tujhe hoga na bachi bacha
hoga na bacha tere
to ghar se nikal ja mere
ye hai tere liye lakshami
ye hai tere liye lakshami
sun murakh nadan
jis din is ko bacha hoga
jayega tu shamsan
baat ye paki teri kismat ki ye chakki
tu pooja iski kar le
charno me shish ko thar le
bin dan diye kaha jaye daksina de do ji

kashi mathura haridhwar ke
sabhi dhurandhar pandit
arey pandit lotaraam se lad ke
ho gaye pal me khandit
bhul gaye ved kahani
mar gayi unki nani
ho gaye pani pani
bolo re bolo lotaraam ki
jai jai jai
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam
jai lotaraam guru lotaraam