Indian Film History

Logo Ki Zuban Pe Apna Nam Lyrics

From Nehle Pe Dehla (1976)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:34
logo ki jubaan par apna naam hai pahla logo ki jubaan par apna naam hai pahla humme se har ek hai nahle pe dehla logo ki jubaan par apna naam hai pahla logo ki jubaan par apna naam hai pahla humme se har ek hai nahle pe dehla nahle pe dehla soi hai ye duniya hum jaage ho pichhe hai sab humse hum aage are pakad sake na yaar itna bhaage soi hai ye duniya hum jaage pichhe hai sab humse hum aage pakad sake na yaar itna bhaage ho apna rasta chhod de hat baaju o chhaila ho apna rasta chhod de hat baaju o chhaila humme se har ek hai nahle pe dehla nahle pe dehla ye meri main iska diwaana sunta hai tu kyu ye afsana tera yaha kya kaam tu begana ye meri main iska diwaana sunta hai tu kyu ye afsana tera yaha kya kaam tu begana ye hai mera majnu main hun iski laila ye hai mera majnu main hun iski laila humme se har ek hai nahle pe dehla nahle pe dehla hum hanske jeete hai marte hai ho duniya me sab humse darte hai are bade bade bas kaam hum karte hai hum hanske jeete hai marte hai ho duniya me sab humse darte hai are bade bade bas kaam hum karte hai chhote chhote khelo me apna dil na bahla chhote chhote khelo me apna dil na bahla humme se har ek hai nahle pe dehla logo ki jubaan par apna naam hai pahla humme se har ek hai nahle pe dehla nahle pe dehla.

More songs from Nehle Pe Dehla

Logo Ki Zuban Pe Apna Nam Lyrics - Nehle Pe Dehla (1976) | Indian Film History