Sunle Tu Binati Meri Haji Ali Lyrics | Nehle Pe Dehla

Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Sunil Dutt , R D Burman
Singer : Aziz Nazan
                        
                        jhuka kar sache dil se unka daman tham le
teri sun lega khuda haji ali ka naam le
aage jo marji teri ho
aage jo marji teri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali

sunne ki der hai na sunane ki der hai
is aastha pe hath uthane ki der hai
is aastha pe hath uthane ki der hai
is aastha pe hath uthane ki der hai
tu jisko dhundhata hai tere samne hai wo
parda zara nazar se hatane ki der hai
parda zara nazar se hatane ki der hai
parda zara nazar se hatane ki der hai
aaj bichhde
aaj bichhde dilo ko mila de
mere dil ki tamanna yahi hai
mere dil ki tamanna yahi hai
mere dil ki tamanna yahi hai

tujhko apna samjh ke mai aaya
magane ko to duniya padi hai
magane ko to duniya padi hai
magane ko to duniya padi hai
tere dar se
tere dar se na jaunga khali
baat aake yaha par adi hai
baat aake yaha par adi hai
baat aake yaha par adi hai
tere dar se na jaunga khali khali khali
baat aake yaha par adi hai
baat aake yaha par adi hai
tere dar se na jaunga khali khali
baat aake yaha par adi hai
baat aake yaha par adi hai

ab bane bigdi meri ho
ab bane bigdi meri haji ali haji ali
sun le tu binti meri haji ali haji ali
sun le tu binti meri haji ali haji ali
sun le tu binti meri haji ali haji ali

tufan me rah kar diya duniya ko kinara
aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
puri hui duniya ki isi dar pe murade
louta de mera chain tu ya chhin le yade
ummid ke phulo se teri jholi bhari hai
jholi na bhari meri to badnami teri hai
jholi na bhari meri to badnami teri hai
jholi na bhari meri to badnami teri hai
badnami teri hai na bhari jholi meri meri
meri meri jholi
jholi na bhari meri to badnami teri hai
jholi na bhari meri to badnami teri hai

khali hai jholi meri ho
khali hai jholi meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali

khuda ke liye meri fariyad sun le
tujhe aaj karta hu mai yaad sun le
jo khoya hai maine yahi par milega
agar tum na doge to phir kaun dega
agar tum na doge to phir kaun dega
agar tum na doge to phir kaun dega
tan se saya zuda nahi rahta
ma se beta zuda nahi rahta
ma se beta zuda nahi rahta
ma se beta zuda nahi rahta
apne bando ki jo nahi sunta

wo khuda phir khuda nahi rahta
wo khuda phir khuda nahi rahta
wo khuda phir khuda nahi rahta
apne bando ki jo nahi sunta
sunta sunta sunta
wo khuda phir khuda nahi rahta
wo khuda phir khuda nahi rahta
der kyu itni kari ho
der kyu itni kari haji ali haji lai
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali
sunle tu binti meri haji ali haji ali.