Indian Film History

Kyun Shiqwaa Kare Lyrics

From Pagle (1950)

Duration
3:04
Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Dil rona rulana kya jaane Ham ishq mein kyun deewane huye Ye baat zamana kya jaane Ye baat zamana kya jaane Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Kahne ko mohabbat khel sahi Lekin ye mohabbat khel nahi Jo aa gaya teri mehfil mein Mehfil se jana kya jaane Mehfil se jana kya jaane Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Ab ishq ka sheesha tut gaya Ab jazbaat ka daaman chhut gaya Ab jazbaat ka daaman chhut gaya Jo apni adaa pe martaa ho Wo naaz uthana kya jaane Wo naaz uthana kya jaane Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Lo apni shaamat aay hai Lo kisse nazar takraayi hai Jo teer chalana jaantaa ho Wo dil ka lubhana kya jaane Wo dil ka lubhana kya jaane Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Ab isse wafa ka naam na le Ab isse wafa ka naam na le Ye duniya aakhir duniya hai Ye duniya aakhir duniya hai Ye duniya aakhir duniya hai Isko to mitana aata hai Bigdi ka banana kya jaane Bigdi ka banana kya jaane Kyun shiqwaa kare kyun aah bhare Dil rona rulana kya jaane Dil rona rulana kya jaane.

More songs from Pagle

Kyun Shiqwaa Kare Lyrics - Pagle (1950) | Indian Film History