Indian Film History

Ye Aaj Ke Laila Aur Majnu Lyrics

From Pagle (1950)

Duration
5:49
Ye aaj ke laila aur majnu Yoon mil kar bichhda Karte hain aen aen aen Ik haath se dil ko thhaamte hain Ik haath se dil ko thhaamte hain Ik haath se ta ta karte hain Ik haath se ta ta karte hain Ik haath se ta ta karte hain Ik haath se ta ta karte hain Ta ta ta ta ta ta ta ta ta ta Ik haath se ta ta karte hain Aaaaaa aaaaaaa aaaa Wo hero se mil kar heroine Kuchh gaane lagi Gaane lagi rone lagi Haan gaane lagi rone lagi haan Hum roz muhabbat ki dil mein Aankhon mein utaara karte hain Aankhon mein utaara karte hain Aankhon mein utaara karte hain haan Aankhon mein utaara karte hain Aankhon mein utaara karte hain Kismet ne diya hai kya jhhaansaa Zaalim ki muhabbat ne phaansaa phansaa Ab din ke ujaale mein humko Taare nazar aaya karte hain Taare nazar aaya karte hain Taare nazar aaya karte hain Aaaaaa aaaaaa aaaaaa Taare nazar aaya karte hain Taare nazar aaya karte hain Taare nazar aaya karte hain Us waqt khushi se dil mera Aankhon mein utarne lagta hai Haan da da da da daa haan Jab kaali soorat par wo Makeup makeup lagaa kar Nakhraa karte hain Makeup lagaa kar Nakhraa karte hain Makeup lagaa kar Nakhraa karte hain Haaaan aaaaaaaan Makeup lagaa kar Nakhraa karte hain Nakhraa nakhraa Nakhraa nakhraa nakhraa haaye Nakhraa makeup lagaa kar Nakhraa karte hain Aaaaaaaa aaaaa aaaa Jab unse ladi thhi meri nazar Ye dil ne kahaa thha haaah Ghabraa kar ghabraa kar Naadaan na ban Abe naadaan na ban Aankhen na ladaa Wo aag lagaa kar Haa haa karte hain Wo aag lagaa kar Haa haa karte hain Wo aag lagaa kar Haa haa karte hain Wo aag lagaa kar Haa haa karte hain Wo aag lagaa kar Haa haa karte hain Ae meri mohabbat ki motor Garij se nikal kar road pe aa La la la la laa la lallaa Lallaa lallaa lallaa lallaa laa haan haan Hum kab se khade raahon mein teri Aankhon ko bichhaaya karte hain Aankhon ko bichhaaya karte hain Aankhon ko bichhaaya karte hain Aankhon ko bichhaaya karte hain Aankhon ko bichhaaya karte hain.

More songs from Pagle