Indian Film History

Bataoon Kya Lana Lyrics

From Patthar Ke Sanam (1967)

Duration
4:30
Bataa doon kyaa laanaa Tum laut ke aa jaanaa Ye chhota sa nazraanaa Piyaa Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Bataa doon kyaa laanaa Tum laut ke aa jaanaa Ye chhota sa nazraanaa Piyaa Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Ho Ho Sajte hain jo tan pe hamaare Sajtke hain jo tan pe hamaare Wo hain piyaa nain tumhaare Hai lat jo maathe pe aayi si Choodi hai meri kalaayi ki Palat ke jab aanaa Ye lat ye nazar laana Ye chhota sa nazraana Piya Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Aaa aaa Aaa aaa aaaa Chaahat se ye maang bharoongi Chaahat se ye maang bharoongi Bindiya ka main chaah karoongi Maathhe pe laage suhaani si Honthon pe tere nishaani si Balamwa jab aana Bindiya tumhi ban jaana Ye chhota sa nazraanaa Piya Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Aankhon mein chaand banke ubharnaa Aankhon mein chaand banke ubharnaa Dekho balam der na karna Rahta hai dil mein tumhaaraa dil Darta hai phir bhi hamaara dil Bahut na tarsaanaa Tum laut ke aa jaanaa Ye chhotaa sa nazraana Piyaa Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Bataa doon kyaa laanaa Tum laut ke aa jaanaa Ye chhota sa nazraanaa Piyaa Yaad rakhoge ke bhool jaaoge Yaad rakhoge ke bhool jaaoge.

More songs from Patthar Ke Sanam