Indian Film History

Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics

From Patthar Ke Sanam (1967)

Singers
Mukesh
Duration
7:22
Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Hasinaa! Teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Hasinaa! Teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Sitam ye adaao ki raanaaiyaan hai Sitam ye adaao ki raanaaiyaan hai Kayaamat hai kya teri angadaiya hai Bahaar-e-chaman ho Ghata ho dhanak ho Bahaar-e-chaman ho Ghata ho dhanak ho Ye sab teri surat ki Parachhaiyaan hai Ke tan se udataa gulaal kaha Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Hasinaa! Teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Haseena teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Haseena teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Yahi dil me hai tere nazadik aake Yahi dil me hai tere nazadik aake Milu tere palako pe palake zuka ke Jo tujasa hasi samane hoto kaise Jo tujasa hasi samane hoto kaise Chla jau pahelu me dil ko bachake Meri aesi mazal kaha Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Haseena teri misaal kaha Tauba ye matwali chaal Hun main bhi deewano ka ik shehzada Hun main bhi deewano ka ik shehzada Tujhe dekh kar ho gaya kuchh zyada Khuda ke liye mat bura maan jaana Khuda ke liye mat bura maan jaana Ye lab chhu liye hain yun hi be irada Nashe mein itna kaayal kahan Tauba ye matwali chaal Jhuk jaae phulo ki daal Chaand aur suraj aakar Maange tujhase rang-e-jamaal Haseena teri misaal kaha Tauba ye matwaali chaal.

More songs from Patthar Ke Sanam

Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics - Patthar Ke Sanam (1967) | Indian Film History