Indian Film History

Koi Nahi Hai Lyrics

From Patthar Ke Sanam (1967)

Duration
4:41
Koi nahi hain phir bhi hain mujh Ko kya jaane kis ka intazaar Koi nahi hain phir bhi hain mujh Ko kya jaane kis ka intazaar Ye bhi naa jaanu laharaake Aanchal kis ko bulaaye baar baar Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki Gaalon ko chhuye jo daali bahaar Ki chhuye jo daali bahaar ki Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki Gaalon ko chhuye jo daali bahaar ki Kaun hain aye hawaa aye bahaar Koi nahi hain phir bhi hain mujh Ko kya jaane kis ka intazaar Kya jaane kis ka intazaar Paani mein chhabi main Dekhu khadi khadi Baalon mein sajaa ke Kaliyaan badi badi Sajaa ke kaliyaan badi badi Paani mein chhabi main Dekhu khadi khadi phir Banu aap hi bekaraar Koi nahi hain phir bhi hain mujh Ko kya jaane kis ka intazaar Kya jaane kis ka intazaar Waadi mein nishaan Mere hi paanw ke Fulon pe hain rang Meri hi chhaw ke Hain rang meri hi chhaw Ke waadi mein nishaan Mere hi paanw ke phir Bhi kyon aaye naa aitbaar Koi nahi hain phir bhi hain mujh Ko kya jaane kis ka intazaar Ye bhi naa jaanu laharaake Aanchal kis ko bulaaye baar baar Kya jaane kis ka intazaar Kya jaane kis ka intazaar

More songs from Patthar Ke Sanam

Koi Nahi Hai Lyrics - Patthar Ke Sanam (1967) | Indian Film History