Indian Film History

Barso Re Hay Bairi Lyrics

From Phagun (1958)

Duration
5:10
Aur to koi nahi sahaaraa Tu hi haath badhaa de Gangaa yamunaa ban ke Baadal gam ki aag bujhaa de O baraso re haay bairi Badaravaa baraso re Aaj kisi ki prit nagar Me lag na jaaye aag O baraso re Duniya wale prit ke Dushaman dil tadapaane wale Koi nahi bujhaane wala Sab hai lagaane wale O baraso re Agaaro ki doli laayaa Janam janam kaa saathi Maut kaa ghunghat le Kar mai bhi piya milan ko jaati O baraso re.

More songs from Phagun

Barso Re Hay Bairi Lyrics - Phagun (1958) | Indian Film History