Indian Film History

Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics

From Phagun (1958)

Duration
4:54
Hmm main soyaa ankhiyaan meenche Teri zulfon ke neeche Duniyaa ko bhool deewaani Ab rahaa zamaanaa peechhe Main soyaa ankhiyaan meenche Aaa teri zulfon ke neeche Aaa duniyaa ko bhool deewaani Ab rahaa zamaana peechhe Hmm main soyaa ankhiyaan meenche Aaaa aaaa aaaa aaaa Ye kaun haseen sharmaayaa Taaron ko paseenaa aayaa Hirni ki aankhen le kar Dil kaun churaane aayaa Dil kaun churaane aayaa Main soyi ankhiyaan meenche Ab chaahe kahin le jaa Tu aage aur main peechhe Main soyaa ankhiyaan meenche aa Ye mere nain kanwaare Teri ankhiyaan dekh ke haare O janam-janam ke saathi Meri maang mein bhar de taare Meri maang mein bhar de taare Main soyaa ankhiyaan meenche Aaaa teri zulfon ke neeche Aaaa duniya ko bhool deewaani Aaa ab rahaa zamaana peeche Hmm main soya ankhiyaan meenche aaa.

More songs from Phagun

Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics - Phagun (1958) | Indian Film History