Indian Film History

Piya Piya Na Lage Lyrics

From Phagun (1958)

Duration
6:25
Piya piya na laage mora jiya Aajaa chori chori ye baiya gori gori Tadap uthi re tere pyaar ko Piya piya na laage mora jiya Aajaa chori chori ye baiya gori gori Tadap uthi re tere pyaar ko piya piya Ek ban ki kali matavaali Nagari me aai khilane Ek ban ki kali matavaali Nagari me aai khilane Jangal ki morani aai Baago ke mor se milane Jangal ki morani aai Baago ke mor se milane Milane ho milane mor se milane Milane ho milane mor se milane Haay apna banale saiyaa ho Piya piya na laage mora jiya Aajaa chori chori ye baiya gori gori Tadap uthi re tere pyaar ko piya piya O baanke nainaawale O paradesi matawale O baanke nainaawale O paradesi matawale Tu murali mujhe bana le Hotho se haay lagaa le Tu murali mujhe bana le Hotho se haay lagaa le Murali bana le hotho se lagaa le Murali bana le hotho se lagaa le Haay apna bana le saiyaa ho Piya piya na laage mora jiya Aajaa chori chori ye baiya gori gori Tadap uthi re tere pyaar ko piya piya.

More songs from Phagun

Piya Piya Na Lage Lyrics - Phagun (1958) | Indian Film History