Indian Film History

Raaju Ka Tha Ek Khwaab Raaju Raja Saahab Lyrics

From Raja Saab (1969)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:43
jinaki qismat me kante vo khvab na dekhe kaliyo ke kaliyan mahalo ki raunak aur kaante rahi galiyo ke raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raj tha na taaj tha phir bhi mai tha raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab me bada nadan tha me bada tha bekhabar meine dekhi surate maine na dekhi magar maine na dekhi magar bewafai ki nakab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab chhu na pau me kabhi jiske kadmo ki me dhul maine kyu chaha use me fija ka ek phul me fija ka ek phul wo baharo ka gulab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab ho mubarak aapke ghar barate aagai mere lab pe bhul se gam ki bate aagai gam ki bate aagai maf karde na janab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raj tha naa taaj tha phir bhi mai tha raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab.

More songs from Raja Saab

Raaju Ka Tha Ek Khwaab Raaju Raja Saahab Lyrics - Raja Saab (1969) | Indian Film History