Indian Film History

Panchi Udd Gaya Preet Laga Ke Lyrics

From Rami Dhoban (1953)

Duration
3:21
Panchi ud gaya Panchi ud gaya preet laga ke Panchi ud gaya Sapno ki Sapno ki sukh kaliya se Bairi peed badhake Sapno ki Sapno ki sukh kaliya se Bairi peed badhake Panchi ud gaya Man ka pinjra chori chori Bandh ke rakhi prem ki dori Man ka pinjra chori chori Bandh ke rakhi prem ki dori Chod gaya chod gaya Haye mujhe dard bhara geet sunake Chod gaya chod gaya Haye mujhe dard bhara geet sunake Panchi ud gaya Shyam rang uska manwa Radhe radhe bol sikhaya Par bedardi raha na apna Apna hokar hua paraya Tod gaya wo prem ki dori Chod gaya wo nagri mori Tod gaya wo prem ki dori Chod gaya wo nagri mori Haye chaliya haye chaliya Mujhse muh mod gaya preet lagake Haye chaliya haye chaliya Mujhse muh mod gaya preet lagake Panchi ud gaya Panchi ud gaya preet laga ke Panchi ud gaya.

More songs from Rami Dhoban

Panchi Udd Gaya Preet Laga Ke Lyrics - Rami Dhoban (1953) | Indian Film History