Indian Film History

Sun Sun Maanush Bhai Lyrics

From Rami Dhoban (1953)

Duration
3:14
Sun sun sun maanush bhai Sun sun sun maanush bhai Sabse upar tu hi bhakat Tujhme sabki kamai Sabse upar tu hi bhakat Tujhme sabki kamai Sun sun sun maanush bhai Tujhme baste hai narayan Tu basta hai narayan me Narayan mein Bol bawre dhund raha kyu Phir tu dharti or gagan me Hari narayan wo nam balas chalai re Sun sun sun maanush bhai Sabme ek lahu ki dhara Sabme ek sans lahrati Unch nich ki jwala hai Nar narayan ko chali jalari chal jalati Bhed bhaw ki kali badli Manawta pe chayi re Sun sun sun maanush bhai Jisne tan man ke tukdo se Rachi teri ye sundar kaya Jisne tan man ke tukdo se Rachi teri ye sundar kaya Apne aap bana pathar ka Dekar apni mamta maya Dekar apni mamta maya Sabko kiya kamal jagat mein Dekar ke parbhu tali Sun sun sun maanush bhai Sun sun sun maanush bhai Sabse upar tu hi bhakat Tujhme sabki kamai Sabse upar tu hi bhakat Tujhme sabki kamai Sun sun sun maanush bhai.

More songs from Rami Dhoban

Sun Sun Maanush Bhai Lyrics - Rami Dhoban (1953) | Indian Film History