Piya In Charanan Bali Jaoon Lyrics | Rami Dhoban

                        
                        Piya in charanan bali jau
Piya charanan bali jau
Jiwan maran janam
Janam inko na bhulau
Jiwan maran janam
Janam inko na bhulau

Piya charanan bali jau
In charanan bali jau
Hamri lagan tumhare charan
Lagi prem kate
Hamri lagan tumhare charan
Lagi prem kate
Tan man inpe nishar aaj bane dasi
Tan man inpe nishar aaj bane dasi
Sakhi ri sun sun dhoban rami
Sun sun dhoban rami

Kaise mai samjhau
Kaise mai samjhau
Tere in shital charanan ki
Chaya me sukh pau
Tere in shital charanan ki
Chaya me sukh pau
Sharanan me aau
Sharanan me aau
Jeevan maran janam
Janam tumhari preet pau
Jeevan maran janam
Janam tumhari preet pau.