Indian Film History

Re Mere Maula Lyrics

From Road to Sangam (2010)

Lyricist
Sudhir Nema
Duration
4:13
Aana aana Mashware aur hidaayate Nazar yeh kya karun Mashware aur hidaayate Nazar yeh kya karun Meri aankhon se bhi dikhata hai Nazaara kya karun Re mere maula re mere maula Re mere maula re mere maula Maula maula…. Hai yeh galat aur yeh hai sahi Sab kahein aisa kar hai yahi bandagi Mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin Abb toh tu hi bata kya hai farmaan ji Abb tera bhi mujhako hai Sahaara kya karun Re mere maula re mere maula Maula maula maula maula…. Sab ke chaaron taraf ek diwaar kyun Khud ki bhi nazaron mein Hum gunehgaar kyun Maula maula maula maula…. Aadami inn dino thoda bimaar kyun Ik aman ke liye itani takraar kyun Badi ummidon se tujhako hai Pukaara kya karun Re mere maula re mere maula Mashware aur hidaayate Nazar yeh kya karun Mashware aur hidaayate Nazar yeh kya karun Meri aankhon se bhi dikhata hai Nazaara kya karun Re mere maula re mere maula Re mere maula re mere maula.

More songs from Road to Sangam

Re Mere Maula Lyrics - Road to Sangam (2010) | Indian Film History