Chandan Ka Palna Resham Ki Dori Lyrics | Shabab

                        
                        chandan ka palnaa resham ki dori
jhula jhulaau nindiya ko tori
chandan ka palnaa

so ja ru aise mori sajaniya
so ja ru aise mori sajaniya
sejiya pe soye jaise dulhaniya
chanda ka tika mathe lagaun
taaro ki mala tujhi ko pahnaau
tohe sulaau ga ga ke lori
jhula jhulaau nindiya ko tori
chandan ka palnaa