Sangit Hai Shakti, Chandan Kaa Palanaa Lyrics | Shabab

                        
                        chandan ka palna resham ki dori
jhula jhulaau nindiya ko tori
chandan ka palna

so jaa tu aise mori sajniya
sajiyaa pe soye jaise dulhaniya
chanda ka tika maathe lagaau
taaro ki maala tujhko pahnaau
taaro ki maala tujhko pahnaau
tohe sulaau gaa gaa ke lori
jhula jhulaau nindiya ko tori
chandan ka palna

unche gagan se koi bulaaye
laayi hai pariya dola sajaaye
sajan se milne dur chali ja
udke tu nindiya phurr chali ja
udke tu nindiya phurr chali ja
chanda pukaare aaja chakori
jhula jhulaau nindiya ko tori
chandan ka palna