Indian Film History

Aaj Pehli Pehli Baar Lyrics

From Shera Daku (1966)

Music
Ganesh
Lyricist
Asad Bhopali
Duration
4:16
Aaj pahli pahli bar Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Zindagi bhar Hamara khyal rakhna Zindagi bhar Hamara khyal rakhna Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Tumhe pyar ki kasam Tumhe pyar ki kasam Ruke jab kahi kadam Badhke dena sahara khyal rakhna Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Tumse ho tumse Ye intza hai meri dekho Khafa na ho jana Dil ka ha dil ka karar banke rahna Dil se juda na ho jana Wada karo ab na kahi jaoge Wada karo ab na kahi jaoge Chod kar ha chod kar Besahara khyal rakhna Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar Chahe ho chahe jamana chute Par ye daman kabhi na chutega Tute ha tute har ek nata Dil ka nata kabhi na tutega Dil ka nata kabhi na tutega Tumhe chaha Tumhe chahe jayenge Tumhe chaha Tumhe chahe jayenge Aaj pahli pahli bar Kiya hamne tumhe pyar.

More songs from Shera Daku

Aaj Pehli Pehli Baar Lyrics - Shera Daku (1966) | Indian Film History