Indian Film History

O Kanta Babulwa Ka Lyrics

From Shera Daku (1966)

Music
Ganesh
Lyricist
Noor Dewasi
Duration
5:59
O kata babulwa ka chubh gayo Lahu se pav mera rang gayo O balma Ho balma hath pakad mar gayi Mar gayi mar gayi Ho balma hath pakad mar gayi O kata babulwa ka chubh gayo Lahu se pav mera rang gayo Chain na aaye dard ke mare Chain na aaye dard ke mare Tadpu deepak ki lau jaise Ek rang aaye ek rang jaye Chand gahan me ab ho jaise Chand gahan me ab ho jaise Ho balma hath pakad mar gayi Mar gayi mar gayi Ho balma hath pakad mar gayi O kata babulwa ka chubh gayo Lahu se pav mera rang gayo Sab dushman hai is yowan ke Sab dushman hai is yowan ke Kya kate kya phul kya bhawra Tan ki agni man ko fuke Kya gazra kya kala kazra Kya gazra kya kala kazra Balma ha o balma Hath pakad mar gayi Mar gayi mar gayi O balma hath pakad mar gayi Mar gayi re O kata babulwa ka chubh gayo Lahu se pav mera rang gayo Lagi bairan haye pawan ki Lagi bairan haye pawan ki Lakh sambhala aachal dhalka Dil se thandi aahe nikli Naino se kuch sagar chalka Naino se kuch sagar chalka Balma hath pakad mar gayi Mar gayi mar gayi re O kata babulwa ka chubh gayo Lahu se pav mera rang gayo.

More songs from Shera Daku

O Kanta Babulwa Ka Lyrics - Shera Daku (1966) | Indian Film History