Indian Film History

Intezar Ka Aalam Lyrics

From Shera Daku (1966)

Music
Ganesh
Lyricist
Noor Dewasi
Duration
3:32
Intzar ka aalam tanhayi aur hum Hone laga dard jawa ham hai yaha Tu hai kaha Aaja aaja Intzar ka aalam tanhayi aur hum Hone laga dard jawa hum hai yaha Tu hai kaha aaja aaja Intzar ka aalam Nazar pathar se takrai Palat ke har sada aayi Mujhe diwana kar degi Ye khamoshi ye tanhayi Milta nahi tera nisha Hum hai yaha tu hai kaha Aaja aaja Intzar ka aalam Tujhe dil ne pukara hai Ke tu dil ka sahara hai Tere kadmo me mar jana Mujhe jeene se pyara hai Chane laga gum ka sama Hum hai yaha tu hai kaha Aaja aaja Intzar ka aalam.

More songs from Shera Daku

Intezar Ka Aalam Lyrics - Shera Daku (1966) | Indian Film History