Indian Film History

Aasman Wale Bata Lyrics

From Shirin Farhad (1956)

Lyricist
Tanvir Naqvi
Duration
3:42
Aasma wale bata de Aasma wale bata de Ki hai maine kya khata Jiske badle teri dunia De rahi hai ye saja Aasma wale bata Lut gayi hai wo Bahare lut gayi hai Lut gayi hai wo bahare Wo khushi ke din gaye Ab jiyenge kya ke jine Ke sahare chin gaye Char din ka ye tarana Kis kadar mahanga pada Aasma wale bata Rah mushki hai wafa ki rah me Rah mushkil hai wafa ki Or manjil dur hai Mai bhi hu majbur Mera pyar bhi majbur hai Khatam hoga jane Kab tak do dilo ka fasla Aasma wale bata de ki Hai maine kya khata Jiske badle teri duniya De rahi hai ye saja Aasma wale bata

More songs from Shirin Farhad

Aasman Wale Bata Lyrics - Shirin Farhad (1956) | Indian Film History