Indian Film History

Hazaaron Rang Badalegaa Lyrics

From Shirin Farhad (1956)

Lyricist
Tanvir Naqvi
Duration
3:51
Na hanso pyar pe Nadan zamane walo Kya mitaoge mohabbat ko Mitane walo Hazaro rang Badalega zamana Hazaro rang Badalega zamana Na badalega Muhabbat ka fasana Muhabbat ka fasana Hazaro rang Badalega zamana Pighal jate hai Patthar mom ho kar Pighal jate hai Patthar mom ho kar Simat jate hai Katare se samandar Muhabbat chhedati Hai jab tarana Muhabbat chhedati Hai jab tarana Hazaro rang Na badalega Muhabbat ka fasana Muhabbat ka fasana Hazaro rang Badalega zamana Ude to chand Tare to laaye Ude to chand Tare to laaye Gire to aag Pani mai lagaye Banaye bijliyo Pe aasiyana Banaye bijliyo Pe aasiyana Na badalega Muhabbat ka fasana Muhabbat ka fasana Hazaro rang Badalega zamana Muhabbat maut Se bhi kya maregi Muhabbat maut Se bhi kya maregi Zamane se Muhabbat kya daregi Ki isaki thokaro Me hai zamana Ki isaki thokaro Me hai zamana Na badalega Muhabbat ka fasana Muhabbat ka fasana Hazaro rang Badalega zamana Na badalega Muhabbat ka fasana Muhabbat ka fasana Hazaro rang Badalega zamana Hazaro rang Badalega zamana.

More songs from Shirin Farhad

Hazaaron Rang Badalegaa Lyrics - Shirin Farhad (1956) | Indian Film History