Mitti Lyrics | Tathastu

                        
                        Mitti hi hain mitti mein
Hain shaamil
Yehi hain saanson ki manzil
Mitti hi hain mitti mein
Hai shaamil
Yehi hain saanson ki manzil

Hathon mein samay ke
Jeevan hain khilona
Ek aankh hasna
Ek aankh rona

Mitti hi hain mitti mein
Hain shaamil
Yehi hain saanson ki manzil

Ye dharti hain sagai
Ek aaye ek jaye
Uparvala khel dikhawe
Uparvala khel dikhawe

Mitti hi hain mitti mein
Hain shaamil
Yehi hai saanson ki manzil

Har manav hain
Yahaan chhaya
Har manav hain
Yahaan chhaya
Sab kuchh yahan hain paraya
Nashwar hi hain har kaya
Nashwar hi hain har kaya
Nashwar hi hain kaya.