Indian Film History

Seheme Seheme Lyrics

From Tathastu (2006)

Duration
5:05
Har taraf andhera hain Door kyun savera hain Har taraf andhera hain Door kyun savera hain Seheme sehema manzar hain Suni suni raahein hain Seheme sehema manzar hain Suni suni raahein hain Dar rahein hain bachhe kyun Kyun udaas maein hain Har khusi ke aangan mein Dard ka basera hain Har taraf andhera hain Door kyun savera hain Kya hua hain basti ko Kaisi ye udasi hain Kya hua hain basti ko Kaisi ye udasi hain Zindagi khud apne hi Khoon ki pyaasi hain Khoon ki pyaasi hain Be asar duaein hain Waqt kyun papera hain Har taraf andhera hain Door kyun savera hain Seheme sehema manjar hain Suni suni raahein hain Dar rahein hain bachhe kyun Kyun udaas maein hain.

More songs from Tathastu